कोशिश करने वालो की कभी हार नही होती
यह ब्लॉग ज्ञान की देवी माँ सरस्वतीं को समर्पित करता हूँ, तथा उन किताबो को जिन्होंने मुझे ये प्रेरणा दी| मैंने इस ब्लॉग के जरिये अपने सारे विचार व्यक्त करने की एक छोटी सी कोशिश कर रहा हु तथा इसमें जो गलतिया होंगी उसके लिए क्षमा प्रार्थी हूँ | कोशिश करने वालो की कभी हार नही होती Zindgi me aisey mauke bahut aate hai jab aap us Mause ka Faida utha sakte the but aapne use miss kar diya aur aap phir se us Intzaar me baith kar apna Kimti waqt gawa rahe ho. Ya aur aap aaj us Maukey ke baare me sochker Dukhi ho rahe ho, to mai aapko bas itna kehna chahta ho ki jo beet gya wo waqt ab wapas nahi aayega aur jo aapke paas Lautkar na aa sake uske baare me soch kar apna abhi ka keemti waqt kyu barbaad kre. Aaj aur abhi apne Lakshya ko Hasil Karne ke liye Apni Sari Mehnat Laga de aur o saare Rastey pe Chalne ki Har kosis kre jo aapko aapke Lakshya tak Pahucha sake. Aur jaha aapko kisi raste pe chalkar lakshya ko pane me Risk Lagta ho to yaad rakhana k...